Udta Parinda – Iqlipse Nova
Nghệ sĩ: Iqlipse Nova
Hợp Âm Chuẩn
Tone
Jo hai Yaar mere Dekho saare doobe pyaar mein
Inhe kaise main bachaun Mujhe pata nahi hai
Ye bole k mujhe bhi kabhi milegi koi
Par main khush hoon akela Inhe pata nahi hai
Pyar hota hai kya I really don’t wanna know
Suni kahaniyan hai logo se Han rote hai wo
Meri Manzil hai jo Main khudse Likhunga wo
Ye maana pyaar hai karna Gunah
Main udta parinda Han main Hoon Hai Pyaar darinda Kya karoon
Main khush hoon akela Jeene mein Main Udta Parinda Parinda

Jo bhi hai bola maine Bola na Nashe mein aake
Guzre hai hum is gali se pehle bhaage bhaage
Dil ki kahani maine usko sunayi thi
Gulabi aankhein leke jab wo paas mere aayi thi
Wo boli I do love you and I don’t wanna leave you
2 saal phir hue wo boli Nova I don’t need you
Tum door se hi ache ho Chote se bachche ho
Han pyaar hai karna gunah
Main udta parinda Han main Hoon Hai Pyaar darinda Kya karoon
Main khush hoon akela Jeene mein Main Udta Parinda Parinda
Main udta parinda Han main Hoon Hai Pyaar darinda Kya karoon
Main khush hoon akela Jeene mein Main Udta Parinda Parinda
Doobenge na pyar mein, Mera samfar mera yaar re,
Kaafi hoon main khud k liye, Rehna hai door ab pyar se