Urban Breeze – Wajah
Nghệ sĩ: Wajah
CHORD
Bảng hợp âm và lời bài hát Urban Breeze – Wajah
Raatke ish ghadi pe so jaate hein waha jo har koie
Par wahi mey yaha jaagtey huey sochu yehi
Raatke ish ghadi pe so jaate hein waha jo har koie
Par wahi mey yaha jaagtey huey sochu yehi
Ke bas yeh raat guzaar jaaey
Or ey raatein guzaar ke le aaye woh subha
Jisme tum ho, jisme mey bhi hoon,
Jismey zindegi jeene ki saari ho wajah, saari wajah
Tham sa gaya, woh Sama, maano woh haqikatt hein he nehi,
Aayi Jo tu nazar kho gaya mey, tujhme he kahi.
Ab bas yeh raat guzaar jaaye
Or ey raatein guzaar ke le aaye woh subha
Jisme tum ho, jisme mey bhi hoon,
Jismey zindegi jeene ki saari ho wajah, saari wajah